Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaye hum
Teri bahon mein mar jayein hum —- Dilwale dulhaniya le jayenge
October 2007
Sat 20 Oct 2007
Sat 20 Oct 2007
Unhein lagta hai keh hamain aadat hai muskurane ki
Who bewafa yeh bhi na jane yeh ada hai gham chupane ki — Barsaat (new)
Sat 20 Oct 2007
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahaan shuruu kahaan khatam
Yeh manzilein hai kaun sii
Na woh samajh sake na hum —- Dil Apna Aur Preet Parai
Sat 20 Oct 2007
Tum the ke thi koyi ujli kiran
Tum the ya koyi kali muskaayi thi
Tum the ya tha sapnon ka tha saawan
Tum the ke khushiyon ki ghata chhaayi thi
Tum the ke tha koyi phool khila
Tum the ya mila tha mujhe naya jahaan
Do pal ruka khwaabon ka kaarvaan
Aur phir chal diye tum kahaan ham kahaan
Do pal ki thi, ye dilon ki daastaan
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan
Aur phir chal diye, tum kahaan, ham kahaan —- Veer Zaara
Sat 20 Oct 2007
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar
Kiska chehra
Kiska chehra ab main dekhoon
Tera chehra dekhkar
Meri aankhon ne chuna hai tujhko duniya dekhkar — Tarkieb
Sat 20 Oct 2007
Mera dil bhi kitna paagal hai
Yeh pyar jo tum se karta hai
Par samne jab tum aate ho
Kuch bhi kehene se darta hai —- Saajan
Sat 20 Oct 2007
Tu jo nahin hai toh kuch bhi nahin hai
Yeh mana ke mehfil jawan hai haseen hai — Woh Lamhe
