Aap ko pata ho-na-ho,
Aap ki khushi ke peeche meri fariyaad hoti hai.
Hum haste hai to wo samajhte hai ki inhe aadat hai muskurane ki,
Lekin who naadan kya samajhe ki yeh bhi ek ada hai gum chupane ki
Chaho to dil se humko mita dena,
Chaho to humko bhula dena,
Par yeh wada karo ki aaye jo kabhi yaad hamari,
Rona mat sirf muskura dena.
Har nazar mein ek kashish hoti hai,
Har dil mein ek chahat hoti hai,
Mumkin nahi har ek ke liye taj mahal banana,
Kyu ki har dil mein 5/6 mumtaz to hoti hai
Suraj se kaho ki roshni dena chod de,
Sitaro se kaho ki timtimana chod de,
Agar tum nahi aa sakte to apni yadoon se kaho humein satana chod de.
meri har ek baat main tum ho,
mere har jasbaat main tum ho,
meri ek ek raat ke saaye main tum ho,
sapno main tum ho,
haqiqat main tum ho,
phir bhi tum meri zindgi main shaamil nhi ho.
har saans main tum ho,
har dharkan main tum ho,
har chalney ki aahat main tum ho,
khamoshi main tum ho,
awaaz main tum ho,
phr bhi tum meri zindgi main shaamil nahi ho.
hooton pe muskurhat bankar ho,
aakon main sapna ban kar ho,
galey main sona ban kar ho,
sir par ashirwaad ban kar ho,
har musibat main dosti ban kar ho,
akela……. ..
unn raho pe jiss ke saath chalta tha,
aaj unn raho pe apni tanhaaiyon ke saath chlta hun,
kon kehta hai mein akela hun.
mere dost mere paas nahi hai toh kya hua,
unki yaadon ke saaath rehta hun,
kon kehta hai mein akela hun.
aaj bhi usko dhundney har raat ko niklta hun,
uska aaj bhi wahi par intzaar karta hun,
pta hai woh ni aayegi,
magar uskey intzaar main waqt se baat karta hun,
kon kehta hai mein akela hun.
sunsaan galio main jaakar rota hun,
woh mere aasun puchti thi yehi baat sochtha hun,
mere khayalo, mere dil, mere har ek pal main hai woh,
kon kehta hai mein akela hun.
dur……… .
kal tak woh paas thay,
aaj woh humsey dur ho gye
kal tak jiss waqt uski aakon main dekhta tha,
aaj uss waqt uski yadoon main kho gye
har pal jab uskey saath tha,
kush tha…
magar ab woh dur ho gye.
saath chalney kaa wada kiya tha,
magar aaj akele ho gye..
har khushi ki wajah woh hoti thay,
aaj aasun ki wajah ban gye.
woh humsey dur ho gye..
unhoney mere liye kisi ko ****a tha,
aaj unhi ki wajah se mujey **** gye….
woh humsey dur ho gye…
woh humari har baat maantey thay,
aaj jab unki baat maanney kaa wada kiya,
toh isi baat ka bahana bana kar chaley gye…
woh humsey dur ho gye..
kal tak jeeney ki wjah thay,
aaj marney ki wjah ban gye…
woh humsey dur hogye…
intzaaar
mujy aaj b uss raat ka intzaar hai….
jismey maine ussey chaand main dekha tha….
mujy aaj b unn sapno ka intzaar hai…..
jinmey unsey mila tha….
mujy aaj b unn palo ka intzaar hai….
jinmey unke saath tha……
mujy aaj b unka intzaar hai…
mujy intzaar hai har uss baat ka……
jo maine unke saath ki hai…
mujy aaj b intzaar hai unn aakhon ka..
jo mujy har pal dekhti hai…
mujy aaj b intzaar hai haaton ka..
jo mere haaton main hai…
mujy aaj b unka intzaar hai…
kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata,
manzil tak saath dene k liye koi humrahi mil jaata,
mere gamo ko apna kehne wala mil jaata,
kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata.
kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata,
andhera dur karne k liye chiraag miljaata,
saari khwaaish puri karne k liye bagwaan mil jaata,
kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata.
kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata,
faasle mitaaney k liye waqt mil jaata,
unski ek jhalak paaney k liye unka ek ikraar mil jaata,
kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata.
kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata,
duniya se janey se pehle unka pyaar mil jaata,
iss duniya main wapis aane ka ek bahaana mil jaata,
kaash mujy yeh mukkmal jahan mil jaata.
Gum Na Ho Waha Jaha Ho Fasana Tera,
Khusiyan Dhundhti Rahe Asiyana Tera,
Wo Waqt Hi Na Aaye Jab Tu Udas Ho,
Ye Duniya Bhula Na Sake Muskurana Tera….
Hum raat ki tanhai mai unhe yaad kiya kartehai
aur sitaro se unka zikar kiya karte hai
woh aaye na aaye khawbo mai
fir bhi hum unka intezar kiya karte hai…
Royegi aankhe Muskurane ke baad,
Aayegi raat Din Dhal jane ke baad,
O Janewale Zara mud ke Dekh,
Shayad Yeh ZINDAGI hii Na Rahe Tere Jaane Ke Baad.
Dur nigaho se bar bar jaya na karo,
Dil Ko is tarah tadpaya mat karo,
tum bin Ek pal bhi Jee na payenge Hum,
Yeh Ehsaas bar bar Dilaya na karo…
Agar jawab doge to baat karenge!
Nahi doge to intezar karenge!
DOSTI ki hai aapse isliye marte dam tak
aap ko har pal YAAD karenge….
Judai aapkirulati rahegi,
yaad aapki aati rahegi..pal pal jaan jati rahegi,
per jab tak jism me jaan hai..
har saans pyar k wade nibhate rahenge !!!
Tum kitne Saal Se Jalebi bana rahe ho ?
Halwai : 30 saal se..!
Santa : Badi sharam ki baat haiTumse aaj tak Jalebi Sidhi nahi Bani ?????
Raat 3 baje santa apni wife ko jor se dhakka dene laga
Wife: Kya hua ?
Santa : Tum Nind ki Goli lena bhul Gayi !
WIFE:- Suniyeji Aapka Dost Galat Ladki Se Shadi Kar Raha Hai, Aap use
Rokte Kyu nahi ?
Husband :- Mein use kyu roku?
usne muje roka tha kya ?