Diya jalte hai roshni deta hai ,
phul khilte hai khusbhu deta hai ,
kuch karne ki tamanna ho agr dil mein ,
to zamin kya aasman B saath deta hai
…………….ANJAN………………
anjan1ind@gmail.com
January 2010
Sat 30 Jan 2010
Sat 30 Jan 2010
1 “KHWAB ”
1 “KHAYAL ”
1 “HAKIKAT ” ho tum ,
“DOSTI ” me aane wali
“JARURAT ” ho yum ,
jis ko roj SMS krne ko dil kare ,
kya yaar ajeeb ” MUSIBAT ” ho tum .
……………ANJAN……………….
anjan1ind@gmail.com
Sat 30 Jan 2010
Dosti kar ke koi jataye ye zaruri to nahi ,
yad kar ke koi bataye ye zaruri to nahi ,
rone wala dil hi me ro le to aankh me ,
ansu aye ye zaruri to nahi ………
Dosti kaa yeh paigham aap kaay naam ,
zindagi ki her shaam aap kaay naam ,
iss safar mein hamsafar hai hum dono ,
iss dosti ko nibhana hai aap ke heath .
……….ANJAN……………
anjan1ind@gmail.com
Sat 30 Jan 2010
Maine JANNAT me bell bjayi ,
aawaz aayi kya chaciye ,
maine kaha kamyabi ,
khushi , lambi umar ,
Awaz aayi kiske liye ,
maine kaha SMS
padhne walo k liye .
Anjaan si mulaqaat
pehchaan ban gayi ,
do kadam tum chale ,
do kadam hum chale ,
or dosti ki raah kitni
Aasaan ban gayi …..
…….ANJAN………
anjan1ind@gmail.com
Sat 30 Jan 2010
Mil jati hai kitno ko khushi ,
mil jata hai kitno ko gam ,
msgs isliye bhejte hain hum ,
taki dur rehkar bhi ,
na ho hamari dosti kam .
………ANJAN……………
anjan1ind@gmail.com
Sat 30 Jan 2010
kuch yade yaad rakhna ,
kuch wade yaad rakhna ,
kuch bate yaad rakhna ,
aage sath rhe n rahe ,
Ham
Ham sath rahe the kabhi ,
bas ye yaad rakhna …..
……….ANJAN……………
anjan1ind@gmail.com
Sat 30 Jan 2010
kuch sitaro ki chamak nahi jati m ,
kuch yaadon ki kasak nahi jati ,
kuch logon se hota hai aisa rishta ,
ki dur rehkar bhi unki ,
yaado ki mahak nahi jati .
Jane kyu log hme ajmate hain ,
kuch pal sath rehne ke bad,
dur chale jate hai ,
sach hi khate hain log ,
k sagar k milne k baad ,
log barish ko bhul jate hain .
……….ANJAN…………
anjan1ind@gmail.com
