Dard Shayari


Dard Shayari

Ye Ehsaas Kiyo.n Ghutan Si Ho Rahe Hain…
Pal Pal Sab Kuch Apna Hum Kho Rahe Hain…
Ab Ye Mohabbat Phir Kiyo.n Saza De Gayee…
Roye The Rone Ik Aur Wazah De Gayee…
Mana Ke Dewaangi Mein Saans Baaki Hai “Dhanwant”…
Hum Zakhamo.n Ko Ansuo.n Se Dho Rahe Hain…

By Dhanwant

Dard Shayari

Zindagi ek saza si lagne lagi,
Gum ki aandhiyo me is kadar ulajhne lagi,
Galti hamari bhi thi ki hamne pyar ka izhar ni kiya,
Aur wo kisi aur se pyar krne lagi.

Dard Shayari

Dil ka kya kare saheeb,
Wo kisi pe marta hai,
Par zindagi ne is kadar dhokha diya kyoki,
Dil jis pe marta hai wo kisi aur se pyar krta hai…

Dard Shayari

Banane wale ne DIL kanch ke banae hota…
todne wale ke haath me…zakham to aaya hota…
jab bhi dekhta vo apne haatho ki taraf..kam se kam use hamara khyal to aaya hota…!!!!

Dard Bhari Shayari

Kabhi woh samny Aa kr mujhe mila bhi nahi
me us se baat karu itna hosla bhi nahi.
wo mangta hai sitaron ki roshni.
mere pas to miti ka ek diya bhi nahi…

Main bhi bura hu par sab ke liya nahi,
Main bhi rota hu par sab ke samne nahi,
Main bhi jhoot bolta hu par hamesha nahi,
Meri kismat to dekho yaaro jab sach bole to jhoot laga,

jab roya to dikha nahi or jab aacha bana to koi sath nahi.

Ansuo.n Se Bhale Palkein Bheeg Jati Hain,
Dard Yu.n Dhanwant Bahaya Nahi Karte….
Zakham Chahe Taza Rakh Le Tu Dilbhar,
Zakhamo.n Ko Bewazah Yaadein Banaya Nahi Karte….

By: Dhanwant

Next Page »

Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.