Sun 5 Feb 2012

Chuu le aasmaan,
Zamin ki tu talash naa kar
Mazaa le le zindagi kaa ,
Khusiyon ki tu talash naa kar
Gamoh se door hokar,
Teri takdeer bhi badal jaayegi
Muskurana sikh le,
Uski wajay ki talash naa kar…
Sun 5 Feb 2012

Chuu le aasmaan,
Zamin ki tu talash naa kar
Mazaa le le zindagi kaa ,
Khusiyon ki tu talash naa kar
Gamoh se door hokar,
Teri takdeer bhi badal jaayegi
Muskurana sikh le,
Uski wajay ki talash naa kar…
Fri 3 Feb 2012
Teri ankhon ke nashe mai doob jau..
Teri julfooo ki chao mai khud ko bhul jau..
Teri hoothon ki hasi ko pee loo sanaam…
Aa kareeb mere teri bhaahon mai khud ko bhul jau..
Wed 1 Feb 2012

Tanha akela khoya tere khayaloo mai…
Mila waqt jab bhi mjhe ,
Maine puchaa logo se bas tere bare mai…
Kisi ne na mjhe diya tera ghar ka pata..
Bhatakta raha har gali har saher teri talaash mai…
Mon 30 Jan 2012
Socha na tha yun kabhi…
Ek ajnabi se yun milunga kabhi..
Woh ajnabi kab ban jayegi zindagi meri..
Socha na tha yun kabhi…
Wed 25 Jan 2012

Phoolon se saji teri jamin hogi,
Har raat us chand se chandni hogi,
Kisi raah par mano hum na mile to gam kaya..
Aapki har raah par meri duao ki roshani hogi….
Sun 22 Jan 2012

Shayar voh nahi jo kalam utha liya karte hai,
Shayar voh bhi nahi jo tareefo pe jiya karte hai.
Shayar toh voh sakhas hote hai,
Jo dard ko bhi tadpa diya karte hai…
Sun 22 Jan 2012

Dil Ko Ghar Banakar,
Apko Dulhan Banakar,
Ik Sapna Dhekha Tha.
Mohabbat Hooie Apse,
Aap Mein Koi Apna Dekha Tha.
Khuawabon Mein Khuawabon Ke Phool Khile The,
Chahat Ki Mehak Thi,
Zindgi Sang Yun Zindgi Jeena Aur Mar Jana Dhekha Tha
~Dhanwant