Love Shayari


Kya baat kahun un aankho ki
jin aankho pe mai marta hun

woh aankhein jheel si aankhein hain
jin mei doob k roz ubharta hun

mujhe dekhne k liye uthti hain
milte hi nazar jo jhukati hain

saare jahan mei aisi aankhein nahi
jin aankho pe mai marta hun

in aankho mei kabhi aansu na aaye koi
kabhi bhi gham na paas aaye koi

sada muskuraati rahein ye aankhein
har dam yeh dua mai karta hun

kya baat hai un aankho ki
jin aankho pe mai marta hun..

Pyaar Bhari SMS

Na sawaal banke mila karo,
Na jawaab banke mila karo,
Meri zindagi mera khwaab hai,
Mujhe khwaab banke mila karo…

Love SMS

Aap ki aashiqi ne humein mushoor kar diya,
Apne sath jeene par majboor kar diya,,,,,,,,,
Kitna seedha aur saccha sa hai prem tumhara,
Ki humari Call se bajta hai mobile mein wo pyar bhara gana hamara…

Tumhare een khoobsoorat aankhone muzhpe jaado kya chalaya
samhaj mein nahi aata ye kaisa jam tumhne pilaya
din ke ujhale me bhi na jane kahan sa koh jata hoon mein
samandar se gheri een band aankhome bhi doob jata hoon mein…

Bin bole tumhare dil ki awaaz mere dil tak pahunch jati hai
pyar mein dooriyan bhi mit jati hai
bas aisehi mujhe tumhare dil mein samhaye rakhna
pyar ka ye karava hamesha banaye rakhna…

Kya pata tha hume ki hum bhi kabhi aapse milenge
socha kisne tha ki ek din hum bhi pyar ke samandar mein kho jayenge
ye to rab ki meher hai ki is nacheez ko bhi usne kabil samjha
duva mein aapka haath humhe dena sahi samjha…

kehte hai log pyar andha hotha hai
kehte hai log pyar andha hotha hai
pyar andha nai pyar ek barosa hotha hai…
(wasim)

« Previous PageNext Page »

Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.