Sat 6 Feb 2010
Basti basti khor udasi parvat parvat khali pan,
man hira bemol lut gaya ghis ghisri ka tan chandan,
is dharti se us ambar tak do hi chiz gajab ki hai,
ek to tera bhola pan hai ek mera deewana pan……..
Main uska hoon vo is ahsaas se inkar karta hai,
bhari mahfil me bhi ruswa mujhe har baar karta hai,
yakin hai sari duniya ko khafa hai humse vo lekin,
mujhe maloom hai phir bhi mujhise pyar karta hai……..
Jiski dhoon par dunia naache dil ek aisa taara hai,
jo tumko bhi pyaara hai jo humko bhi pyaara hai,
jhoom rahi hai saari dunia jabki humaare giton par,
tab kahti ho pyar hua hai kya ahsaan tumhara hai……..
Bahut bikhra bahut toota thapde sah nahi paaya,
hawaon ke isharon par magar main bah nahi paaya,
adhoora ansuna hi rah gaya ye pyaar ka kissa,
kabhi tum sun nahi paayi kabhi main kah nahi paaya………
composed by..Dr.kumar vishwas
a good poet,,,,I M VERY LIKE THISSSS
November 12th, 2010 at 12:25 AM

November 15th, 2010 at 11:24 PM
bewafa dil ki rahon me na bhatke hote,
sisse se najuk dil ko sine me chhupa ke rkhte,
agr tum karte na unse bewafai,
to aaj iss kadar bechain na hote…..
December 22nd, 2010 at 1:30 AM
tere khaton ko na jalaya gaya mujhse
diye dil ke jalte bhujate rahe
Usne bhi kabhi shayad kiya ho mujhe
Man ko aise hi samjhate rahe
February 9th, 2011 at 1:03 PM
karni thi agr nafrat ho to pyaar ka jaam pilaya kiyu???? zaher agr pilana hi tha to ek baar hi pila dete yu baar baar kiyu..???
March 30th, 2011 at 9:07 PM
The poems are fabulous… but just wanted to know what does the word “GHIS GHISRI” means..
Thanks & I look forward to hear soon
Sukaina