Sun 21 Sep 2008
Na hogaa yak bayaabaa.N maa.Ndagii se zauq kam meraa
hubaab-e-mauj-e-raftaar hai, naqsh-e-qadam meraa
Muhabbat thii chaman se, lekin ab ye bedimaaGii hai
ke mauj-e-buu-e-gul se naak me.n aataa hai dam meraa
Sun 21 Sep 2008
Na hogaa yak bayaabaa.N maa.Ndagii se zauq kam meraa
hubaab-e-mauj-e-raftaar hai, naqsh-e-qadam meraa
Muhabbat thii chaman se, lekin ab ye bedimaaGii hai
ke mauj-e-buu-e-gul se naak me.n aataa hai dam meraa
June 23rd, 2010 at 2:51 PM
very good
October 22nd, 2010 at 9:36 AM
can you email me shyari daily
October 22nd, 2010 at 9:46 AM
woh wah bhohat khub
December 19th, 2010 at 1:03 PM
Janaw sahab sahi se likhkha karo
January 12th, 2011 at 9:47 PM
There is nobody like Ghalib.
January 29th, 2011 at 2:23 PM
Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho..
Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho..
Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho..
Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho
February 13th, 2011 at 3:48 AM
Mujhe aata dekh kudh ko chupa liya usne…
Mujhe aata dekh kudh ko chupa liya usne
Ghar kya liya usne masjid ke saamne chahat ne uski mujhe namazi bana diya…!
March 5th, 2011 at 10:49 AM
teri yado ke sahare to jiya he hesam,
varna maut to kabhika le gai hoti.
March 5th, 2011 at 11:10 AM
jiske ane ki rah dekhi apni maut tak,
aai bhi to uske marne ki khabar aai.
March 18th, 2011 at 4:52 PM
unko dekh ke chehre pe aa jati hai kya ronak, vo samajte hain ghalib bimar ka haal achha hai.
April 1st, 2011 at 4:56 PM
unko dekha nahi dekhne ki khwahish abhi jinda hai
unki hasrat me baki ek farmayish abhi jinda
hai
khud ko tarash kar aajmaya to bahut
magar
fir bhi jara si khud ki aajmayish abhi jinda hai.
April 22nd, 2011 at 7:49 PM
no words