Fri 20 Nov 2009
Aaj mujhe mera pyar nazar aa gaya
Posted by kabir_shayar under Hindi Ghazals , Hindi Shayari , Love Shayari , Nazm[3] Comments
Aaj mujhe apna pyar nazar aa gaya,
lagta hai ki sara jahan nazar aa gaya,
is qadar khushi nahi huyi thi aaj tak,
na jane kaisa aaj hamara andaz hi ho gaya…
neend hi nahi aa rahi yhi hame kal raat,
aapki tasweer dekhi na jana kab main so gaya ,
neend me bhi sata rahi thi bechaini hame,
khwab aapka aaya,bechaini ka naamonishan kho gaya……..
yaad aapki is qada aa rahi thi,
deedar aapka hua apki ankhon me kho gaya,
aa bhi jaao na satap iss qadar hame ,
kahin aisa na ho jab aap aao tokoi ye kahe aapse ,
aapka sachcha aashiq to abhi abhi janaze pe rawana ho gaya…………..
kabir_shayer@yahoo.com
kabir
9211544813……….


March 30th, 2010 at 5:57 PM
dekh ke tere honthon ki lali dil machal jata hai, aata hon tere galon ke pass to tere kan ka jhumka jhamk jata hai, hamto insan hai mere dost tujhe dekhkar bhagban ka bhi maatha thanak jata hai.
May 29th, 2010 at 2:47 PM
bahut achha laga dost aapka ghajal….aur ghazal pesh kijiye…khuda apko aage badhaye thanks..
December 7th, 2010 at 2:12 PM
kya khub ghazal likhi h apne dil sochne pr majbur ho gya…….
ghazal ki duniya mai mashur ho jao…
esi tarah likhte reho.
thanks