Thu 15 Apr 2010
Bewafai kar dala
Posted by Avinash Kundan under Bewafa Shayari , Dard Shayari , Hindi Shayari[5] Comments
Apne khwabo ki tabir ki khatir
Meri chhota sa sansar kyon ujar dala
Yad kar wo din ek isara par maine
Bhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dala
Par thodi si gurbat ko dekh kar tum ne
Mujhe beijjat aur badnam kar dala
Maine hamesha tujhe pyar kiya hai
Par tune khun ke aansu rula dala
Tumhe rutha hua mahboob samjha tha main
Par tune mujh se bewafai kar dala.
avinashkundan368@gmail.com
9910089467
October 15th, 2010 at 10:21 AM
Kab AAyagi wo suhani rat,
Idhar meri arthi udhegi ,
udhar teri aayegi barat,
arthi ko dekh ke nazere jhuka lena,
parda gira lena
jab jal uthe chita meri ,
Apani SUHAGRAAT kisi aur ke sath mana lena
Srawan Kumar Singh
9310194584
November 12th, 2010 at 12:49 AM
Apne khwabo ki tabir ki khatir
Meri chhota sa sansar kyon ujar dala
Yad kar wo din ek isara par maine
Bhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dala
Par thodi si gurbat ko dekh kar tum ne
Mujhe beijjat aur badnam kar dala
Maine hamesha tujhe pyar kiya hai
Par tune khun ke aansu rula dala
Tumhe rutha hua mahboob samjha tha main
Par tune mujh se bewafai kar dala.
November 12th, 2010 at 3:58 PM
zindagi ek chahat ka sil sila hai
kisi ko mil jata hai kisise bichdh jata hai
jinhe mangte hai hum duwaon main
wo kisi aur ko bin mange mil jata hai
punit belwal
thank’s avinash
punitkumar444@yahoo.in
January 21st, 2011 at 7:32 PM
Kab AAyagi wo suhani rat,
Idhar meri arthi udhegi ,
udhar teri aayegi barat,
arthi ko dekh ke nazere jhuka lena,
parda gira lena
jab jal uthe chita meri ,
Apani SUHAGRAAT kisi aur ke sath mana lena
Srawan Kumar Singh
9726489165
January 21st, 2011 at 7:39 PM
Kuch nasha to aapki baat ka hai, kuch nasha to dheemi barsaat ka hai, humein aap yun hi sharabi na kahiye, is dil par asar to aap se mulakat ka hai
Hanjaribhai pandya chuva (vav)dist -banaskantha
gujrat