Tue 19 Jan 2010
Duaa krta hunn…
Posted by ravi under Bewafai Shayari , Dard Shayari , Faryad , Hindi Shayari1 Comment
dua krta hun ki koi pyaar na kre,
agr dil kisi ka tutte to fryaad na kre,
bewafaao se wafa ki tamanna rkhne wale,
kal meri kabr ke paas teri bhi na mile.
March 18th, 2010 at 7:40 PM
Chupke Se Chupa Dena,Botal Kafan Mein Meri…
Kabra Mein Baith Kar Piya Karunga …
Upar Wala Jab-Jab Ishab Mangega..
Tab Paikh Bana Ke Diya Karunga…