Tue 29 Jan 2008
Bohut bharosa na kar lena apni aakhon par,
Dikhaayi deta hai jo kuchh who khwaab hota hai,
Kahan savaab kahan kya azaab hota hai,
Mohabbaton mein kab itna hisaab hota hai,
Bichhud kay tum apni kashish na kho dena,
Udaas rehnay say chehra kharaab hota hai,
Usay pta hee nhi pyaar kee baazi,
Jo haar jaaye wohi kamyaab hota hai,
Bohut bharosa na kar lena apni aakhon par,
Dikhaayi deta hai jo kuchh who khwaab hota hai,
mail compiled by,
jass_cancerian
August 29th, 2009 at 12:42 PM
I am fond of music, generally love songs and bewafai songs
October 12th, 2009 at 9:17 PM
its really touches my heart!