Mon 30 Mar 2009
Ek phool bhi aksar baag saja deta hai…
Ek hi sitara sansar chamka deta hai…
Jaha Duniya Bhar ke RISHTE Bhi kaam nahi aaye Waha Ek Dost Zindagi
Bana deta hai…
Shikayat na karta Zamane se koi…
Agar maan jata manane se koi…
Kisi ko phir Yaad na karta koi…
Agar Bhool jata Bhoolane se koi…
…Rohini…