Sat 16 Jan 2010
Agar pyar nahi karna ho to dil ko na lagana
Apna chain kho kar khud ko na rulana
Jis dil ko pyar karna na usko tod dena
Yeh aaj ka nahi hai kissa hai purana
Ulfat me aaj dekho koi kya se kua bana hai ?
Koi ashq hai bahata koi ban gaya diwana
Kuch logo ne pyar ko aise badnam kar diya
Kyu karte ho pyar jab aata nahi nibhana
Kuch ladke ladkiyan pyar ko kyu khel hai samjhte ?
“SAGAR” ko bata do yeh kyu karta hai zamana…..
Compossed by
Bablu “Sagar”
E-mail- sagar_voice@yahoo.com
Mo- +919756554228
India,Nainital
January 17th, 2010 at 2:08 PM
Na the jisko mere pyaar k kadar ittefaq se use ko chah rahe the hum Use diye ne jalaya hamare hath ko jise hawa se bacharahe the hum……..
January 18th, 2010 at 8:18 PM
wah,,,,sirji,,,dats good,,,,means very good….plz continue…
January 19th, 2010 at 7:41 PM
Wah, kitni khubsurti se jazbaton ko byan kiya hai, well done, keep up the good work.