Thu 11 Feb 2010
Bikharti zulf ki parchaiyan mujhe de do
Tum apni sham ki tanhaiyan mujhe de do
Main tumko yaad karun aur tum chale aao
Tuma apne pyar ki sachaiyan mujhe de do
Main doob jaun tumhari udaas ankhon mein
Tum apne dard ki gehraiyan mujhe de do
`
Tumhara
Chayan Jain
May 1st, 2010 at 9:44 AM
nice sayari