Fri 26 Feb 2010
Rulana Har Kisi Ko Ata Ha
Hasana Har Kisi Ko Ata Ha
Rula K Jo Mana Le Wo Sacha Yar Ha
Or Jo Rula K Khud B Aansu Bahaye
” Wo Sacha Pyar Ha ”
`
Jab Ye Jhukti Ha To
Dunya Ki Har Shay Apne Andar Samait Leti Hy
Jab Ye Dekhti Ha To
Samandr Ki Gehraion Se Moti Nikal Leti Hy
Jab Ye Mskurati Hy To
Dunya Ki Tamam Masumiat Apne Andar Jazb Kr Leti Hy
Jab Roti Ha To
Arsh Ko Hila Deti Hy
Or Jab Band Hoti Hy To
Dunya Ko Rula Deti Hy
`
Jyoti Sandhu
July 16th, 2010 at 3:17 PM
sitam ki rat ko jab din manana padata hai
charage jam share makamal jalana padata hai
kisiko puchana padata hai apane ghar ka pata
kisiko saher ka naksha dikhana padata hai
kisiki nind kisise churani padati hai
kisika khvab kisiko dikhana padata hai
kisika vada kisise nibhana padata hai
kisiki bt kisiko batani padati hai
or
ajib tarah se banai hai ye tune duniya
kahi kahi pe yaha dil lagana padata hai
July 17th, 2010 at 7:28 PM
Nice One