Tue 22 May 2012

Dard Kitne Hain Bata Nahi Sakta
Zakhm Kitne Hain Dikha Nhai Sakta
Ankhon Se Samjh Sako To Samjh Lo
Ansoon Gire Hain Kitne Gina Nahi Sakta …
Tue 22 May 2012

Dard Kitne Hain Bata Nahi Sakta
Zakhm Kitne Hain Dikha Nhai Sakta
Ankhon Se Samjh Sako To Samjh Lo
Ansoon Gire Hain Kitne Gina Nahi Sakta …
Mon 21 May 2012

Koi chupata he, koi batata he..
koi rulata he to koi hasata he..
pyar to har kisiko he kisi na kisi se..
fark itna he…koi azmaata he or koi nibhaata he…
Thu 17 May 2012

Ye Ehsaas Kiyo.n Ghutan Si Ho Rahe Hain…
Pal Pal Sab Kuch Apna Hum Kho Rahe Hain…
Ab Ye Mohabbat Phir Kiyo.n Saza De Gayee…
Roye The Rone Ik Aur Wazah De Gayee…
Mana Ke Dewaangi Mein Saans Baaki Hai “Dhanwant”…
Hum Zakhamo.n Ko Ansuo.n Se Dho Rahe Hain…
By Dhanwant
Thu 17 May 2012

Zindagi ek saza si lagne lagi,
Gum ki aandhiyo me is kadar ulajhne lagi,
Galti hamari bhi thi ki hamne pyar ka izhar ni kiya,
Aur wo kisi aur se pyar krne lagi.
Thu 17 May 2012

Dil ka kya kare saheeb,
Wo kisi pe marta hai,
Par zindagi ne is kadar dhokha diya kyoki,
Dil jis pe marta hai wo kisi aur se pyar krta hai…
Thu 17 May 2012

Banane wale ne DIL kanch ke banae hota…
todne wale ke haath me…zakham to aaya hota…
jab bhi dekhta vo apne haatho ki taraf..kam se kam use hamara khyal to aaya hota…!!!!
Tue 15 May 2012

Kabhi woh samny Aa kr mujhe mila bhi nahi
me us se baat karu itna hosla bhi nahi.
wo mangta hai sitaron ki roshni.
mere pas to miti ka ek diya bhi nahi…