Hindi SMS


“O Nahin aayenge patha hai phirbhi unka inthezaar karrahe hain
Bewafaa hain jaankr bhi wafaa karrahe hain
Aisi dillagi khudse karrahe hain k
Zanaaze pe lete hain phir bhi Allah se unke salaamathi ki dua karrahe hain!!!”

Kafan na dalo mere chehre pe,
Mujhe adapt hai gham me muskurane ki.
Ruk jao aaj ki raat na dafnao,
Meri maut se bani hai muhrat uske aane ki.

avinashkundan368@gmail.com
9910089467

Apni surat ka kabhi didar de,
Tadap raha hun kabhi apna pyar de.
Ek baar muskuara de mere liye,
Fir sanam mujhe jaan se mar de.

avinashkundan368@gmail.com
9910089467

Apke pyar me ham mashoor ho gaye,
Apse karib kokar auron se door ho gaye.
Apni kimat kuch thi kahaan,
Tute kanch the par Kohinoor ho gaye.

avinashkundan368@gmail.com
9910089467

Vada yaar ne kya khub nibhaya,
Muft me zakham-o-dard ka tohfa bhijwaya.
Wafa ki misaal aur kya hogi,
Maut se pehle hi wo kafan le aaye.

avinashkundan368@gmail.com
9910089467

Ishq ke mayne hamse mat puchho,
Hum abhi iss se anjaan hain.
Sirf ek gujarish hai ki dur na jana,
Kyonki ishq hi hamari jaan hai.

avinashkundan368@gmail.com
9910089467

Aadhi raat ko sapna aa jata hai,
Fir sona mushkil ho jata hai.
Rab ki kasam maine pyar nahi kiya,
Ye pyar to apne aap hi ho jata hai.

avinashkundan368@gmail.com
9910089467

« Previous PageNext Page »

Our Privacy Policy recognizes that your privacy is important.