Thu 8 Mar 2012

Anjaan ek saathi ka iss dil ko intejar hai,
Pyasa hain ye aankhen aur dil bekarar hai,
Unke saath mil jaye to har raah aasan ho jayegi,
Shayad issi anokhey ehsaas ka naam Pyaar hai…
Thu 8 Mar 2012

Anjaan ek saathi ka iss dil ko intejar hai,
Pyasa hain ye aankhen aur dil bekarar hai,
Unke saath mil jaye to har raah aasan ho jayegi,
Shayad issi anokhey ehsaas ka naam Pyaar hai…
Tue 28 Feb 2012

Tere golden face ki beauty ne,
Mere komal heart pe attack kiya,
Sabko reject kiya tumko select kiya,
Request hai tumse Isse refuse na karna,
Dosti ke is bulb ko kabhi fuse na karna…
Sat 18 Feb 2012

Aapki Zindagi mein kabhi koi gam na ho
Aapki Aankhe kabhi nam na ho
Aapko mile Zindagi ki har khushi
Bhalehi uss khushi mein hum na ho…
Thu 16 Feb 2012

Pyaar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai,
Sache dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai,
Pyaar ki rahon par mil jaye sacha hamsafar,
To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai…
Thu 16 Feb 2012
Jab samne hote ho tum ..
Na jane kyo hosh kho baith the hai hum..
Milti hai nazar jab jab tumse…
Sab kuc bhul jate hai hum..
Hoti hai tu itne kareeb..
Phir bhi dil ki baat kehne se ruk jate hum..
Thu 16 Feb 2012

Yaad hai mjhe woh pehli mullakat..
jaise ho barsat ki koi raat…
woh tera dhire se mushkurana..
mjhe dekh ke yun nazarein churana..
Phr mjhe dekh ke yun an dekha kar jana..
yaad hai mjhe woh pehli mullakat
yaad hai mjhe woh tera kareeb anaa…
Phr mjhse dheere se yeh keh jana..
Kyon karte ho itna pyar…
Aur har lamha kyo karte ho mera hi intezar…
Phr mera yun keh jana..
“Zindagi se apni karta hu mai pyaar
Is liye karta hu mai har lamha tera hi Intezar”
Thu 9 Feb 2012

Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain,
Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain,
Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain,
Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain.
!!!