Sat 7 Nov 2009
Pyaar
Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,,
Woh Urh Gaya
Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,,
Woh Gharoob Ho Gaya
Main Ne Chand Se Pyaar Kya To,
Woh Badlon Main Chup Gaya
Main Ne Pani Se Pyaar Kya To,
Woh Beh Gaya
Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To,
Woh Pighal Gaya
Main Ne Barish Se Pyaar Kya To,
Woh Baras K Thum Gaya
Main Ne Aag Se Pyaar Kya To,
Woh Bujh Gai
Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To,
Woh Murjha Gaya
Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To,
Wo Toot Gaya
Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To,
Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay
Or Jab..Main Ne Insaan’on Se Pyaar Kya To,
Woh Be-Wafa Niklay
MUBASHAR AWAN
October 31st, 2010 at 10:17 PM
tumne pyaar hi kyu kiyaaaaaaaaaaaaaaaaaa
November 25th, 2010 at 10:12 PM
Yeh Aarzu thi k aisa bhi kuch huwa hota,
Meri Kami nay , Tujhey bhi Rula dia hota,
Main Laut Aata Teri Simt Ek Lamhain main,
Tere Labon nay Mera Naam to Lia hota.
March 18th, 2011 at 12:54 PM
thum sahi piyar kahan kiya
agar thum apne rab se piyaar karthe
to thumse be had piyaar kartha
March 25th, 2011 at 12:43 PM
bhai aap ka pyaar , pyaar nahi panoti hai..